मेरी शायरी के हर अलफ़ाज़ में मैंने आपको सजाया,
मेरी यादों के हर किस्से में मैंने आपको ही पाया,
ख़ुशी हो या गम साथ, आपने हर पल निभाया
रोशन हुयी ज़िन्दगी जब से सनम आपको बनाया
दिल की खिड़की से बाहर देखो ना कभी
बारिश की बूँदों सा है एहसास मेरा…
घनी जुल्फों की गिरह खोलो ना कभी
बहती हवाओं सा है एहसास मेरा….
छूकर देखो कभी तो मालूम होगा तुम्हें
सर्दियों की धूप सा है एहसास मेरा ।
![]() |
love sms hindi |
जाने क्यूँ आजकल, तुम्हारी कमी अखरती है बहुत
यादों के बन्द कमरे में, ज़िन्दगी सिसकती है बहुत
पनपने नहीं देता कभी, बेदर्द सी उस ख़्वाहिश को
महसूस तुम्हें जो करने की, कोशिश करती है बहुत
दावे करती हैं ज़िन्दगी, जो हर दिन तुझे भुलाने के
किसी न किसी बहाने से, याद तुझे करती है बहुत
आहट से भी चौंक जाए, मुस्कराने से ही कतराए
मालूम नहीं क्यों ज़िन्दगी, जीने से डरती है बहुत।
Main aadat hu uski, woh zarurat hain meri,
Main farmayish hu uski, woh ibadat hai meri
Itni aasani se kaise nikal du use apne dil se,
Main khwab hu uska woh hakikat hain meri
Jaam pe jaam pine se kya fayda
Shaam ko pee subah utar jayegi
Are 2 boond mere pyar ki pee le,
Zindagi sari nashe me gujar jayegi
Zindagi se ishq hum yu krne lage h
Tum par sirf tum par marne lage h
Meri saaso pr naam tera aane laga h
Dil tere hi nagmey gaane laga hai
Ishq hua hai yaa hain fitoor tera
Dil mera yu jhumne nachne laga hai
Dil krta h zamane se chura lu tujhe
Apna bana k palko pr sajaa lu tujhe
Door naa jaane du ek pal ke liye bhi
Ess kadar dil me mere chhupa lu tujhe
Teri har badmashi manjoor hain hume
Tera woh rutthnaa manjoor hain hume
Teri hr nadani humare sar aankho par
Tera diya har dard Manjur hain hume
Naaa manjoor toh bas itna ke…
Teri aanko mein aansooo ka aa jana
Aur Tera woh toot karr bikhhar jana
Agar dil sirf ek toh kai baar kyu lagaya jaaye
Bas ishq ek hi kaafi h agr dil se nibhaya jaye
मुझे लेते हो जब अपनी मुहब्बत की पनाहों में,
ये जादू कैसा तुम करते खिची आती मै बांहों में,
ये धड़कन तेज क्यों होती ये सांसे क्यों उखडती है
मुझे जब देखते हो तुम निगाहों ही निगाहों में..!!
Mere wajood mein wafaa ki roshni utaar de,
Fir itna pyar de ke mujhe chahato se maar de
Bahut udaas hu isliye main tere paas aa gayi,
Kuch aisi baat ker jo dil ko chain-o-qaraar de,
Suna hai teri ek nazar sanwaarti hain zindagi,
Jo ho sake toh aaj meri zindagi sanwar de…!!
Zindagi ka pehla pyaar kon bhulata hain,
Ye phli bar hota h jb koi kisi ko khud se badhkar chahta h…
Uski pasand, uski khwahish me khud ko bhul jata h,
Akele mein uska naam likh likh kar mitata h…
Tere har gum ko apni rooh me utaar lun
Zindagi apni teri chahat me sawaar lun
Mulaqat ho tujhase kuch is tarah meri,
Sari umr bas ek mulaqat me gujaar lun
love sms hindi
Kon kahta hai mohbat ki jubaan hoti hai
Honto k bina khule hi hakikat baya hoti h
Ishq woh khudayi hain mere dost……
Jo lafjo se nahi aankho se baya hoti hai
Kisi ko toot kar chahne se koi mohabbat nahi hoti…
Use pane ki khwahish rakhne se mohabbat nahi hoti
Mohabbat toh es duniya ki wo azeem cheez hain….
Jo kisi se ek baar ho jaaye toh phir kisi se nahi hoti
Sab bhul jata hu aap ke siva, yeh kya muje hua hai ?
Kya esi ehsaas ko duniya ne pyar ka naam diya hai ?
Khwab Bankar Teri Aankho Me Samana Hai
Dava Bankar Tere Har Dard Ko Mitana Hai,
Hasil Hai Mujhe Jamane Bhar Ki Khushiyan,
Meri har khushi ko bas tujh par lootana hain
Dil me ho aap toh koi aur khaas kaise hoga
Yaado mei aapke siva koi paas kaise hoga
Hichkiya kahti hain aap yaad karte ho,
Par bologe nai to hume ehsaas kaise hoga
Gulaab ki mehak bhi phiki si lagti hain,
Kon si khusboo mujme basa gayi ho tum,
Zindagi hain kya teri chahat ke siva,
Ye kaisa khawab ankho ko dikha gyi ho tum
Vichde hoye dildaar kde milde nahi,
Murjaye huye fool kde khilde nahi,
Pyaar vich paiya sachiya preeta jhina ne
Oh kite hoye ikrara nu kde bhulde nahi
Bankar khusbu teri saanso me bikhar jaungi
Sukun bankar tere dil mein utar jaungi
Mehsoos karne ki koshish to karo,
Dur reh kar b tere kareeb nazar aaungi
Aapki es dil lagi mein hum apna dil kho bethe
Kal tak us khuda ke the aj hum apke ho bethe
Ishq suna toh tha ki apna deewana bana leta h
Par aj khud karke hum b apne hosh kho bethe
love sms hindi
Tujhe palko pe bithane ko jee chahta hai
Teri baho se lipatne ko jee chahta hai,
Khubsurti ki intehaa hain tu,
Tuje zindagi me basane ko jee chahta h
Mohabbat toh wo hain joh ik tarfa ho,
Izhaar e Ishq toh khawaish ban jati hai
Agar hai pyar toh aankho mein dekho,
Haal-e-dil baya karne se numaish ban jati h
Mera Dil Lo Meri Jaan Lo Bas De
Do Unka Pyar, Meri Saanse Lo
Meri Dhadkan Lo Bas De Do Unka
Deedar, Meri Chahat Lo Meri
Kismat Lo Aur De Do Unke Dil
Me Dastak Yu Hi Raaho Me Palke
Bichhaye Hum Khade Rahenge Kab Tak.
Koshish To Mai Bhi Bahut Krta Hu Pr
Kya Kru Bhula Hi Nhi Pata Hu, Dil
Ko Smjane Ke Koshish Bhi Karta Hu Pr
Kya Kru Isko To Ab Mai Khud Hi Smajh
Nhi Pata Hu, Es Dil Se Kahta Hu Ke
Bhul Ja Use To Ye Kehta Bhul To Mai
Kb Ka Jau Use Lekin Wo Din Tere
Aur Mare Zindgi Ka Akhre Din Hoga!
Tumhare Pyaar Mai Hamne Bahut
Chote Khayi, Jiska Hisaab Na
Hosake Utne Dard Paye, Phir
Bhi Tere Pyaar Ki Kasam
Khake Kehta Hu, Hamare Lab Pe
Tumhare Liye Sirf Pyaar Aaye.
Mein Uske Khwabo Me Shayad Ab Kabhi
Nahi Aata, Lekin Wo Mere Khwabo Se
Aaj Bhi Nahi Jaati, Usko Meri Yaad
Ab Kabhi Nahi Aati, Lekin Uski
Yaad Mujhe Aaj Bhi Hai Rulaati,
Usne To Mujhe Bhula Diya Lekin Wo
Hai Ki, Mujhase Bhulayee Nahi Jaati.
Mujhse Woh Aksar Ek He Sawaal
Puchte Hai, Tum Mujhe Itna
Pyar Kyu Karte Ho, Koi Jaa
Ke Bata De Unko Ki, Zindagi Se
Bhala Kisko Pyari Nhi Hoti..!!
love sms hindi
Naa Mein Tumhe Khona Chahta Hu,
Naa Teri Yad Me Rona Chahta Hu,
Jab Tak Zindagi Hai Mein Humesha
Tumhare Saath Rehna Chahta Hu, Bs
Yahi Baat Tumse Kehna Chahta Hu.
Jab koyi itna khaas ban jaaye,
Uske bare me hi sochna ehsaas ban jaye
To mang lena khuda se use zindagi k liye,
Isse pahle k wo kisi aur ki saans ban jaaye.
Sawal kuch bhi ho, jawab tum hi ho
Rasta koi bhi ho, manzil tum hi ho
Dukh kitna hi ho, khushi tum hi ho
Arman kitne bhi ho, aarzoo tum hi ho
Gussa kitna bhi ho, pyar tum hi ho,
Khawab koi bhi ho, us me tum hi ho
Kyunki tum hi ho…!! Ab tum hi ho,
Meri ashiqi ab tum hi ho….!!!!!
Har kisi k liye yu hum wish nahi karte,
Ye Bat yahi pe hum finish nahi karte,
Agar hmara msg na aye to ye mat
sochna k
Hum apko miss nahi karte…
I Love You. . . . . . .
Meri chaahate Badhane lagee hai,
Meri Diwangi had se Guzarne lagi hai,
Mujhe Teri Jaroorat Hone lagi hai,
Bas baahon mein aa jao meri
Dil mai Utaar jao meri
Mujhe tum se Beintehaa Mohabbat hone lagi hai....
Dil Ke Bazaar Me Doulat Nahi Dehki Jati
Pyar Ho Jaye To Surat Nahi Dekhi Jati
Ek Hi Insan Par Luta Do Sab Kuch Kyonki
Pasand ho Cheez to To Kimat Nahi dekhi Jati
Pyar Humne Kiya Hai Pyar Tumne Kiya H
Yaar Phir Imtihaan Kyon Zamane Ne Liya H
Aansu Hai Ankho Me
Par Beh Nahi Sakte
Duniawalo Se Darte Hain
Islie Kuch Keh Nahi Sakte
Par Ye to Aap Bhi Samajhte Honge
Ki Hum Aapke Bina Reh Nahi Sakte
love sms hindi
Aap Haso To Khushi Mujhe Hoti Hai
Aap RuthoTo Ankhe Meri Roti Hai
Aap Dur JaoTo Becheni Hoti Hai
Mehsus Karke Dekho PyarMe Zindgi Kaisi Hoti Hai.
Zindagi me aapki ahmiyat bata nahi sakte,
Dil me aapki jagah dikha nahi sakte,
Isse jyada hum aapko samja nahi sakte.
Mahekta Hua Jism Tera Gulab Jaisa Hai;
Neend Ke Safar Mein Tu Khwaab Jaisa Hai;
Do Ghoont Pee Lene De Aankhon Kee Mastiyan;
Nasha Teri Aankhon Ka Sharaab Jaisa Hai!
Zindagi ke liye jaan zaruri hai,
Pane kle liye arman zaruri hai,
Hamare paas chohe ho kitna hi gham,
Par aapke chehre par muskan zaruri hai…!
Chhupáá Leta Tujhe Is Tarah Se Mer¡ Bááhon Me¡n,
Hawá Bh¡ Guzrjane Ké, Liye Izazát Maángé,
Ho Jaáye Téré Ishq Me¡n Mádhosh Is Tárah K¡,
Hosh Bh¡ Wapás Aané K¡ Izaázat Maánge.
Wo Mohabbtein Jo Tumhare Dil Mein Hain,
Usse Zubaan Par Lao Aur Bayan Kar Do,
Aaj Bas Tum Kaho Aur Kehte Hi Jao,
Hum Bás Sunein Aise Be-Zuban Kár Do.
Tera Intezaar Mujhe Har Pal Rehta Hai,
Har Lamha Mujhe Tera Ehsaas Rehta Hai,
Tujh Bin Dhadkane Rukk Si Jaati Hai,
Ki Tu Mere Dil Me Meri Dhadkan Banke Rehta Hai.
Diwangi ki hadó ko paar kar diya
Aashiqui me unkó khuda kah diya
Mohabbat mai Duniya Bhula Diya
Tughe Dil to kaya Ruh mai basa Liya
Pyaar wale Card pe, 💟
Naam mera Likha le,
Baat aage badha le,
Always ke liye apne Heart me chipka le.. 💕
Mere naam ka Tattoo banwa le..
Mujhe Apna Boyfriend bana le.. 💑
love sms hindi
Shayar to ham hai Shayari bana Denge;
Aap ko Shayari me kaid kar lege;
Kabhi sunao hamen apani aawaaz;
Aapka aawaaz ko main Gazal bana Denge.
No comments:
Post a Comment